Roman script

badan pe bund baarish ki 

man me pyar ki baarish 

ye mausam hai jo meri jaan 

phir laya na jaayega 

khabar kar do khabar kar do 

khabar kar do jamaane ko bheeg jaane ka mausam hai 

takluf chhod do ab to kareeb aane ka mausam hai  

pyaase hoth pyasa jism puchhe jamaane se 

ye kaisi pyas hai jo bujhati nhi bujhane se 

jubaa khulti nahi khud hi samajh jaane ka mausam hai 

takluf chhod do ab to kareeb aane ka mausam hai  

takluf chhod do ab to kareeb aane ka mausam hai

mita de faansle aapas me hissedaar ban jaaye 

koi seema agar hai pyar ki to paar kar jaaye 

ki khud ko lut lene aur lut jaane ka mausam hai 

takluf chhod do ab to kareeb aane ka mausam hai  

takluf chhod do ab to kareeb aane ka mausam hai

bhatakta hai adhura pyar teri justaju bankar 

koi chara nahi baaki raha ab mere charagar 

duniya ki buri najaro se chhup jaane ka mausam hai 

takluf chhod do ab to kareeb aane ka mausam hai  

takluf chhod do ab to kareeb aane ka mausam hai

bheeg jaane ka mausam hai kareeb aane ka mausam hai

Explore this song