Roman script

khaali pili kaahe ko akkha din baith ke bom maarta hai   

khaali pili, khaali pili

khaali pili kaahe ko akkha din baith ke bom maarta hai  

khaali pili kaahe ko akkha din baith ke bom maarta hai  

left left left right halt

saste uthke baathroom me to jaake snan kar

hamaam laks se ragad ragad badan ko saaf kar

khatiya se chhod  raasta taiyar tera naashta

bhaabhi take hai raasta, o aalasi he he o aalasi

kaahe ko kaahe ko kaahe ko himmat haarta hai, bom maarta hai   

khaali pili kaahe ko akkha din baith ke bom maarta hai

khaali pili

naana ne kiya ghotala o gadbad jhaala, samajh nahi aala re

hoy naana ne kiya ghotala o gadbad gadbad jhaala

samajh nahi aala re, pharr pharr

naanaaji ne baithe baithe apni akal ghumaayi hai

naanaaji ne baithe baithe apni akal ghumaayi

bacho bacho bacho bacho ji ye naar naveli

padhaane tumhe aayi hai, padhaane tumhe aayi hai

kait maane billi, rait maane chuhaa

kait maane billi, rait maane chuhaa

l-o-v-e l-o-v-e l-o-v-e love maane pyaar

pyaar maane muhabbat, muhabbat maane hi hi hi he h h

mi mi mi n n n n n

are baap re baap ab kya kare

jhutha sachcha pyar jataao, thandi thandi aahe bharo hay hu unh

iske prem me paagal bankar kabhi jiyo aur kabhi maro maro maro

hoy hoy hoy

gar baat meri maan le to beda tera paar hai

nahi to bachchu naanv teri - gudup - manjhadhaar hai

yahi hai mera faisala ab dekhe tera hausala

o pahalvaan o pahalvaan

kaahe ko kaahe ko kaahe ko himmat haarta hai, bom maarta hai

khaali pili kaahe ko akkha din baith ke bom maarta hai

bom maarta hai hai hai hai

Explore this song