Roman script

khaab me humko bulate ho
ye kya karte ho, ho ye kya karte ho
pyar ki nind churate ho
ye kya karte ho, ho ye kya karte ho
khaab me humko bulate ho
dekhke ek nazar
dekhke ek nazar
mujape girake bijli 
mujape girake bijli 
aag pani me lagate ho
ye kya karte ho, ho ye kya karte ho
khaab me humko bulate ho
dekh lo dhundh ke
hum sa na milega tumko
dekh lo dhundh ke
hum sa na milega tumko
jaao kyu humko banate ho
ye kya karte ho, ho ye kya karte ho
khaab me humko bulate ho
chhinte pani ke na do
chhinte pani ke na do
chhinte pani ke na do
nind meri aankho me 
nind meri aankho me 
soye kisi ko jagate ho
ye kya karte ho, ho ye kya karte ho
khaab me humko bulate ho
ye kya karte ho, ho ye kya karte ho

Song details

Song video

Watch on YouTube

actor: Munawar Sultana, Vijayalaxmi, Sajjan, Pt Amarnath