Roman script

shansaho ke shaho ke shah ki karte hum aagvadi hai

ye sahi darbar bada hai jhuka yaha tamam sare

raje or maharaje jhuk jhuk aa kar yaha salam kare

mahabali ki raj niti ke aage dunia jhum rahi

badi badi hastiya aaj sahi kadamo ko chum rahi

lekin insano me hai chanda jiski jyoat nirali hai

is darbar me ho nahi hazir to darbar ye khali hai

tufan ke aage bhi rana ki aandhi jhuki nahi

ye ek anokhi pagadi hai jo in kadamo par jhuki nahi

mevan pati ke sir pe ye kirano ki jyoti tani rahi

kesariya pagadi bani rahe 

kesariya pagadi bani rahe 

kesariya pagadi bani rahe

Explore this song