Roman script

kahti hai tere pyar ki mujhse kahaniya
kahti hai tere pyar ki mujhse kahaniya 
teri nishaniya teri nishaniya 
teri nishaniya teri nishaniya 
barbad ho ke rah gayi dono jawaniya 
teri nishaniya teri nishaniya 
daman bahar ka mere hatho se chhut gaya 
chamn mera lut gaya mera lut gaya
daman bahat ka mere hatho se chhut gaya
chamn mera lut gaya mera lut gaya
dil se lagaye baitha hu teri nishaniya 
dil se lagaye baitha hu teri nishaniya 
teri nishaniya teri nishaniya 
tare wohi hai chand wohi hai wo hi rat hai 
magar gam ki bat hai gam ki bat hai 
tare wohi hai chand wohi hai wo hi rat hai 
magar gam ki bat hai gam ki bat hai 
ek tu nhi jo tujhse kahu ye kahniya 
ek tu nhi jo tujhse kahu ye kahniya
teri nishaniya teri nishaniya
gujre huye dino ko main aawaj du kaha
milta nhi nishan milta nahi nishan 
gujre huye dino ko main aawaj du kaha
milta nhi nishan milta nahi nishan 
aaja ki kah raha hu main teri kahniya 
aaja ki kah raha hu main teri kahniya 
teri nishaniya teri nishaniya 
teri nishaniya teri nishaniya

Song details

Song video

Watch on YouTube