Roman script

kahna to hai kaise kahu 

kahne se darta hu main

tumse pyar karta hu main 

tumse pyar karta hu main

kahna to hai kaise kahu 

mauka mila hamko kayi kayi baar

juban ne lekin sath naa diya

kahunga use kuch main ratata raha

magar rubaru kuch bhi kah naa saka 

magar rubaru kuch bhi kah naa saka 

mere pyar ki had ho chuki 

deewana saa lagta hu main

tumse pyar karta hu main 

tumse pyar karta hu main

kahna to hai kaise kahu 

tujhe dekh kar tej chalti hai sanse

badi der mein fir chalti hai sanse

ho chaht kaha le aayi hai mujhko

na chalti hai rahe na rukti hai rahe

na chalti hai rahe na rukti hai rahe

milna to hai kaise milu 

tere paas aane se darta hu main

tumse pyar karta hu main 

tumse pyar karta hu main

kahna to hai kaise kahu

Explore this song