Roman script

keh raha hai dil diwana janeja khake kasam

keh raha hai dil diwana janeja khake kasam

hum ishq main mar jayenge kuch bhi sanam kar jayenge

chodenge na daman yaar ka

wada raha wada raha wada raha pyar ka

wada raha wada raha wada raha pyar ka

keh raha hai dil diwana janeja khake kasam

dooriyan na ab zara ho jana, sanso ke ye darmiyan

chhedati hai dhadakano ko pal pal mausam ki narmiyan

to aja chahato ki shabanam pi le, lamho main sadiyon ko ji le

keh raha hai, pal suhana, janeja khake kasam

tu khayalo ke hansi saye mein rehata hai rat din,

kuch nahi hai zindagani meri, ab tanha tere bin

to aja janmo ka bandhan jode, tham ke bahen na chhod e

keh raha hai, har phasana, janeja khake kasam

keh raha hai dil diwana, janeja khake kasam

hum ishq mein mar jayenge kuch bhi sanam kar jayenge

chhod enge na daman yaar ka

wada raha wada raha wada raha pyar ka

wada raha wada raha wada raha pyar ka

Explore this song