Roman script

kah do ji kah do chhupao na pyar
kabhi kabhi aati hai jhumti bahar aisi jhumti bahar
kaise kahu balma sharam ki hai bat
kah dega chand sabse sun legi rat saiya sun legi rat
dil ki lagi hai kya tum hi batao
jhuki jhuki ankhiyo ke parde uthao
dil ki lagi ko taro se puchho
bahti nadi se dharo se puchho
jo jalte hai rato ko apni hi aag me 
pahne vo shabnam ke hath
kah do ji kah do chhupao na pyar
kabhi kabhi aati hai jhumti bahar aisi jhumti bahar
kaise kahu balma sharam ki hai bat
kah dega chand sabse sun legi rat saiya sun legi rat
mausam chhede kiske trane 
jhonke hawa ke kyu hai diwane 
madhosh hai ye sari fijaye
pyar bhari hai in ki adaye
ye nazaro ke taro ki barkha na puchho ras ki pade hai fuhar
kah do ji kah do chhupao na pyar
kabhi kabhi aati hai jhumti bahar aisi jhumti bahar
kaise kahu balma sharam ki hai bat
kah dega chand sabse sun legi rat saiya sun legi rat

Song details

Song video

Watch on YouTube

singer: Manna Dey, Lata Mangeshkar

actor: Sunil Dutt, Vyjayantimala