Roman script

nasha pilaake girana toh sabko aata hai

maja toh jab hai ke girto ko tham le saaki

usko gale lagana saaki

usko gale lagana saaki

usko gale lagana saaki

ke usne pee hai pehali baar 

ke usne pee hai pehali baar 

sabko muft pilana saaki 

sabko muft pilana saaki 

ke usne pee hai pehali baar 

ke usne pee hai pehali baar 

waise toh pinewaalo ko jaam pe jaam tu deta hai

waise toh pinewaalo ko jaam pe jaam tu deta hai

waise toh pinewaalo ko jaam pe jaam tu deta hai

uske liye kam lana saaki 

uske liye kam lana saaki 

ke usne pee hai pehali baar 

ke usne pee hai pehali baar 

pikar aadmi kitana behake aur kitana hoshiyaar rahe

pikar aadmi kitana behake aur kitana hoshiyaar rahe

pikar aadmi kitana behake aur kitana hoshiyaar rahe

usko ye samjhana saaki 

usko ye samjhana saaki 

ke usne pee hai pehali baar 

ke usne pee hai pehali baar 

raashid maikhane se nikalkar rasta bhul bhi sakta hai

raashid maikhane se nikalkar rasta bhul bhi sakta hai

raashid maikhane se nikalkar rasta bhul bhi sakta hai

usko ghar pahunchana saaki

usko ghar pahunchana saaki

ke usne pee hai pehali baar 

ke usne pee hai pehali baar 

usko gale lagana saaki

usko gale lagana saaki

ke usne pee hai pehali baar 

ke usne pee hai pehali baar 

sabko muft pilana saaki 

sabko muft pilana saaki 

ke usne pee hai pehali baar 

ke usne pee hai pehali baar 

ke usne pee hai pehali baar 

ke usne pee hai pehali baar 

ke usne pee hai pehali baar

Explore this song