Roman script

khush kar diya, ho khush kar diya tune mera raama

ke munde da main mama ban gaya

haye rabba tennu lakhkh salama

haye rabba tennu lakhkh salama

ke munde da main mama ban gaya

ho khush kar diya tune mera rama

ke munde da main mama ban gaya

o o o main iss paar te uss paar tu piya

aayi hai bahare kaise jaye tere dware

mutiyare mere dil ki pukaarein

tere mere bich mein lambi lambi galiyan

te unchi unchi jag ki deewarein

kaise beetein judayiya di shamma

ke munde da main mama ban gaya

khush kar diya tune mera rama

ke munde da main mama ban gaya

o jindadi na rol aaja kol soniye

o jindadi na rol aaja kol moniye

chhat se pukare jat kar ke ishare 

hat ho na jaye meri badnami

darr mat baandh ke sehara bana 

dunga main tujhako bhi munde di maami

mach gaya pind wich hungama

ke munde da main maama ban gaya

ho khush kar diya tune mera rama

ke munde da main mama ban gaya

aaye yeh dil yeh jaan do jahan mang le

dena na tu dhoka saiyan khushi ka hai mauka

tujhse motiyon ki main toh lungi mala

tange mein bithake bole sair kara du

main hoonmuflis tangewala

tera reshami kurta paijama

ke munde da main mama ban gaya

haay rabba tennu lakh salama

ke munde da main maama ban gaya

ho khush kar diya tune mera rama

ke munde da main mama ban gaya

Explore this song