Roman script

azab dasta hai meri jindagi ki

ke bachpan kisi ka jawani kisi ki

ke bachpan kisi ka jawani kisi ki

azab dasta hai meri jindagi ki

ke bachpan kisi ka jawani kisi ki

ke bachpan kisi ka jawani kisi ki

mukaddar ne mujhse ye kya dillagi ki

ke bachpan kisi ka jawani kisi ki

ke bachpan kisi ka jawani kisi ki

alag sabse hai meri dunia ki rashme

alag sabse hai meri dunia ki rashme

juba hai to wo bhi hai gairo ke bas me

juba hai to wo bhi hai gairo ke bas me

na pucho kahani meri bebasi ki

ke bachpan kisi ka jawani kisi ki

ke bachpan kisi ka jawani kisi ki

sikhaya gaya hai isharo pe chalna

sikhaya gaya hai isharo pe chalna

nigahe badalna dilo ko masalna

nigahe badalna dilo ko masalna

ada har ada meri hai bekashi ki

ke bachpan kisi ka jawani kisi ki

ke bachpan kisi ka jawani kisi ki

azab dasta hai meri jindagi ki

ke bachpan kisi ka jawani kisi ki

ke bachpan kisi ka jawani kisi ki

Explore this song