Roman script

kauwa chaala hans ki chaal aakhir bhoola apni chaal

apni chaal ko bhoola logo apni chaal ko bhoola 

kauwa chaala hans ki chaal apni chaal ko bhoola logo

apni chaal ko bhoola logo apni chaal ko bhoola 

kauwa chaala hans ki chaal

dunia bhar ki sair ko dekho nikla hai ye kauwa

udte udte is nagri me aa pahucha hai kauwa

bulbul ka har geet churakar gata hai ye kauwa

auron ki nakkali par ye jeeta hai ye kauwa

kauwa chaala hans ki chaal aakhir bhoola apni chaal

apni chaal ko bhoola logo apni chaal ko bhoola 

kauwa chaala hans ki chaal aakhir bhoola apni chaal

apni chaal ko bhoola logo apni chaal ko bhoola 

kauwa chala hans ki chaal

paisa waisa paas nahi hai bhuka hai bechara

manjil manjil pet ke khatir phirta hai aawara

auron ki jo rees karega wo to hai diwana

pathar kaise ban sakta hai chandi ka paimana

kauwa chaala hans ki chaal aakhir bhoola apni chaal

apni chaal ko bhoola logo apni chaal ko bhoola 

kauwa chaala hans ki chaal aakhir bhoola apni chaal

apni chaal ko bhoola logo apni chaal ko bhoola 

kauwa chaala hans ki chaal

Explore this song