Roman script

kaun se dariya, kaun si nadiya ki tu rehane wali

dekh machhere jaal mein mere fas gayi kaun yeh sali

bachke bachke bachke

dariya mein na aag laga de le kar yeh angdayi

pariyon ke des se koyi pari bhag aayi, pari bhag aayi

honton andar dabi huyi hai, pyar bhari ek gali

dekh machhere jaal mein mere fas gayi kaun yeh sali

dekh machhere jaal mein mere fas gayi kaun yeh sali

dharati pe aa gira gagan se koyi chand ka tukada

haay re kya baat re

dharati pe aa gira gagan se koyi chand ka tukada

apane shehar mein toh nahi aisa mukhada, nahi aisa mukhada

mukhade pe thoda gussa, thodi si sharam ki lali

dekh machhere jaal mein mere fas gayi kaun yeh sali

bheege badan se choli chunari lipati lipati jaaye

are yeh mar gaya, mar gaya re

bheege badan se choli chunari lipati lipati jaaye

laaj ke mare gori simati simati jaaye

rang gulabi ang sharabi, chal badi matwali

dekh machhere jaal mein mere fas gayi kaun yeh sali

hey kaun se dariya, kaun si nadiya ki tu rehane wali

dekh machhere jaal mein mere fas gayi kaun yeh sali

Explore this song