Roman script

you have gone, main to hu bas yahi 
phir bhi main hu nahi
do you know, jab tum hi ho nahi 
kuch na lagta sahi
ab jo bhi ho raha hai
mujhko iska hosh kaha hai
jaha tum ho dil waha hai
sah na paau ye duriya 
you have gone, main to hu bas yahi 
phir bhi main hu nahi
do you know, jab tum hi ho nahi 
kuch na lagta sahi
ha ye wahi hai, jise kehte hai love 
ha ye wahi hai, jise kehte hai love

Song details

singer: Suhail Kaul, Tara Baswani