Roman script

i just said, jo mere dil mein tha
main khud anjaan tha
i was lost, yu tere hi dhun mein
kitna naadan tha
ke na samjha kya huwa hai
kyun sab lagta naya hai
saara jahan badal gaya hai
ha ye wahi hai jise kehte hai love 
you my love, bas ye jaanu main 
aur kuch jaanu na
you my life, siva iske main 
aur kuch maanu na
crazy about you, thamna chaahe
meri baahe jise re baba 
love about you, tu hi tu hai 
ye dil chaahe jise re baba re 
i am in love, main to hu bas wahi
jo tujh mein kho gayi
i am lost, tere hi dhun mein
main teri ho gayi 
ha mujhko pyar huwa hai
sab kuch lagta naya hai
saara jahan badal gaya hai
ha ye wahi hai jise kehte love 
ha ye wahi hai jise kehte hai love 
ha ye wahi hai jise kehte hai love

Song details

Song video

Watch on YouTube

singer: Suhail Kaul, Tara Baswani