Roman script

kaun hu main, kaun hu main
kaun hu main, kaun hu main
kaun hu main, kaun hu main
anjani si khwaishe anjana hai apsana
na meri koi manzil hai na koi hai thikana
anjani si khwaishe anjana hai apsana
na meri koi manzil hai na koi hai thikana
kaun hu main kis ki mujhe talash 
kaun hu main kis ki mujhe talash 
in suni suni tanah raho par
behke behke se palchin hai, hosh mein bhi madhoshi hai
mujhko sunayi deti hai, ye kaisi khamoshi hai
behke behke se palchin hai, hosh mein bhi madhoshi hai
mujhko sunayi deti hai, ye kaisi khamoshi hai
kaun hu main kis ki mujhe talash 
kaun hu main kis ki mujhe talash 
in suni suni tanah raho par
koi bhi to jane na, aalm meri tanhai ka
peecha karta rehta hu, main to apni parchai ka
koi bhi to jane na, aalm meri tanhai ka
peecha karta rehta hu, main to apni parchai ka
kaun hu main kis ki mujhe talash 
kaun hu main kis ki mujhe talash 
in suni suni tanah raho par

Song details

Song video

Watch on YouTube