Roman script

ko ko ko ko kaun hai

ko ko ko ko kaun hai

ko ko ko ko kaun hai

ko ko ko ko kaun hai

zalim sitamgar hai

jisko nahi dar hai

zulmo ka raja hai jo

jiski nighaho mein

jiski panaaho mein

zulmo ka insaaf ho

raj hai jiska yaha raj hai

samne baitha kahi aaj hai

ko ko ko ko kaun hai

ko ko ko ko kaun hai

ko ko ko ko kaun hai

ko ko ko ko kaun hai

masti mein dube hai saare

kya mastana manjar hai

khushbu hai baarudo wali

armaano ka khanjar hai

masti mein dube hai saare

kya mastana manjar hai

khushbu hai baarudo wali

armaano ka khanjar hai

jaan lene ki kasme khata hai

hai bada sang dil hai wo

uske chehre pe ek parda hai

jis mein hai wo chhupa

ko ko ko ko kaun hai

ko ko ko ko kaun hai

ko ko ko ko kaun hai

ko ko ko ko kaun hai

hey bhaaga bhaaga firta hai

jo dushman hai kanuno ka

hai jispe ilzaam yaha

na jaane kitne khuno ka

bhaaga bhaaga firta hai

jo dushman hai kanuno ka

hai jispe ilzaam yaha

na jaane kitne khuno ka

jiske sine mein dard palta hai

jiske saanso mein aag hai

jiski baato se lau nikalti hai

jalta shola hai jo

ko ko ko ko kaun hai

ko ko ko ko kaun hai

ko ko ko ko kaun hai

ko ko ko ko kaun hai

zalim sitamgar hai

jisko nahi dar hai

zulmo ka raja hai jo

jiski nighaho mein

jiski panaaho mein

zulmo ka insaaf ho

raj hai jiska yaha raj hai

samne baitha kahi aaj hai

ko ko ko ko kaun hai

ko ko ko ko kaun hai

ko ko ko ko kaun hai kaun hai

ko ko ko ko kaun hai kaun hai

ko ko ko ko kaun hai kaun hai

ko ko ko ko kaun hai kaun hai

Explore this song