Roman script

kaun anzame ulfat nahi janta 

kaun anzame ulfat nahi janta kaun anzame ulfat nahi janta 

magar kya karu ye dil diwana nahi manta ha nahi manta

nahi manta dil nahi manta kaun anzame ulfat nahi janta 

maut se jo dare pyar wo kya kare pyar me to yahi maut hai jidnagi

jane kya chiz hai pyar ke kam ki sans chute na chute ye dil ki lagi

ye na hota kabhi pyar ki raho me ye na hota kabhi pyar ki raho me

khak dar dar ki koi diwana nahi chanta nahi chanta

dil nahi manta nahi manta kaun anzame ulfat nahi janta 

laila shiri ho ya heer ya mohni marke  bhi unki murat sitaro me hai

jinke dil ka lahu ghul gaya pyar me 

aaj tak unki khusbu baharo me hai

kuch to warna dil mera tere liye kuch to warna dil mera tere liye

jan dene ki jidd jane jana nahi thanta nahi thanta

dil nahi manta nahi manta

kaun anzame ulfat nahi janta kaun anzame ulfat nahi janta 

magar kya karu ye dil diwana nahi manta ha nahi manta

nahi manta dil nahi manta kaun anzame ulfat nahi janta

Explore this song