Roman script

kaun aaya raaste, aaina khane ho gayi

kaun aaya raaste, aaina khane ho gayi

raat roshan ho gayi, din bhi suhaane ho gaye

kaun aaya raaste, aaina khane ho gayi

ye bhi mumkin hai ke maine, usko pehchana na ho

ab use dekhe huye, kitne jamaane ho gaye

raat roshan ho gayi, din bhi suhaane ho gaye

kaun aaya raaste, aaina khane ho gayi

jaao un kamro ke, aaine uthakar phenk do

we agar ye keh rahe ho, hum purane ho gaye

raat roshan ho gayi, din bhi suhaane ho gaye

kaun aaya raaste, aaina khane ho gayi

meri palko par ye aansu, pyar ki tauhin hai

uski aankho se gire, moti ke dane ho gaye

raat roshan ho gayi, din bhi suhaane ho gaye

kaun aaya raaste, aaina khane ho gayi

Explore this song