Roman script

kathin tapasya ki bhagirath ne

karne pitaro ka uddhar 

pragat huyi tab ganga mata 

sun kar uski deen pukar

mai tasna hun 

aaj dhara par aana mujhko 

hai swikaar 

kaun hai aisa sattubaani 

jo sah sakega mera bhaar 

prabhu shul pani bipatti ke harta 

mahadev sambhu hai bhay nash karta 

tumhara ye aatatv tumhi ko pukare 

nayan apne kholo abhay do hey data 

kanth me garan bhi dhara tha tumne 

sheesh me dharo pavitra ganga 

maha siva siva 

itlake chal di ye ganga

balkha ke chal di yeh ganga 

dhwal bastra dhaare 

lehrake chal di 

gagan thartarane laga  

jagan jagmane laga 

nandanvan bhi mit gaya 

suro me tahalka macha 

garajti barasti ye ganga 

pralay ban ke chal di ye ganga 

utarne jatao me shiv ki 

dhun me magan apni ganga 

mathegi ye sheesh shiv ka 

itna bada garb iska 

uchalti ganga ki uddanta ko 

shiv ji ne tirchi nigaaho se dekha 

ganga ka shiv ne ghamand todne ko 

jatayo ko apni lapeta kuch aise 

ghutne laga dam usi pal kyu ki 

bandi bani gang unme

Explore this song