Roman script

katha ye ram ki 

hai pawan nam ki 

aaye hai sab ko sunane 

katha ye ram ki 

hai pawan nam ki 

aaye hai sab ko sunane 

rachi ye kaisi katha

kisi ko kya hai pata

ram ki ram hi jane 

katha ye ram ki 

hai pawan nam ki 

aaye hai sab ko sunane 

dasharth raja ne socha 

ram ka rajyabhishek karun

manthra ne chal chali 

kaikai ko bhadakaya

dasharth raja ne socha

ram ka rajyabhishek karun

manthra ne chal chali 

kaikai ko bhadakaya

kaikai ne dasharth se 

apne vachan ke badale me 

raja bharth ko mang kar 

vanvas ram ko dilwaya 

katha ye ram ki 

hai pawan nam ki 

aaye hai sab ko sunane 

katha ye ram ki 

hai pawan nam ki 

aaye hai sab ko sunane 

kaikai ki iccha ka 

palan karne ram ji 

nikal pade vanvas ko 

siya lakhan bhi sath chale 

kaikai ki iccha ka 

palan karne ram ji 

nikal pade vanvas ko 

siya lakhan bhi sath chale 

aai ye kaisi ghadi 

vipada ye kaisi padi 

sari ayodhya dukhi hui 

ro pade chote bade 

katha ye ram ki 

hai pawan nam ki 

aaye hai sab ko sunane 

katha ye ram ki 

hai pawan nam ki 

aaye hai sab ko sunane 

rachi ye kaisi katha

kisi ko kya hai pata

ram ki ram hi jane 

katha ye ram ki 

hai pawan nam ki 

aaye hai sab ko sunane

Explore this song