Roman script

kath ki naiya baith chiraiya 
ho kath ki naiya baith chiraiya 
soche gajab hai baat 
kath ki naiya baith chiraiya 
soche gajab hai baat re
ek baheliya dil le bhaga  
ek khada hai pas re 
chiraiya ud ja fur fur 
dekhe koi tujhko ghur ghur 
chiraiya ud ja fur fur 
dekhe koi tujhko ghur ghur 
kath ki naiya baith chiraiya 
pritam baitha door desh me 
yaad me teri jiye 
pritam baitha door desh me 
yaad me teri jiye 
tu kaisi hai son chakori 
gair tera ras piye 
nain me tujhko basale ne ka 
nain me tujhko basale ne ka 
laagi hai gajbe ki pyas re 
ek baheliya dil le bhaga  
ek khada hai pas re 
chiraiya ud ja fur fur 
dekhe koi tujhko ghur ghur 
chiraiya ud ja fur fur 
dekhe koi tujhko ghur ghur 
tere sorah singaar pe gori 
naam likha hai sajan ka 
ho tere sorah singaar pe gori 
naam likha hai sajan ka 
garje megha umad ghumad ke 
aas hai sawan aane ka
man ke van me mayura nache  
man ke van me mayura nache  
baat jarur hai khas re 
ek baheliya dil le bhaga  
ek khada hai pas re 
chiraiya ud ja fur fur 
dekhe koi tujhko ghur ghur 
chiraiya ud ja fur fur 
dekhe koi tujhko ghur ghur 
chiraiya ud ja fur fur 
dekhe koi tujhko ghur ghur 
chiraiya ud ja fur fur 
dekhe koi tujhko ghur ghur 
chiraiya ud ja fur fur 
dekhe koi tujhko ghur ghur

Song details