Roman script

katati hai ab to zindagi marne ki intzaar me

ab na khiza me koi gam, ab na khushi bahar me

katati hai ab to zindagi   

kya kya fareb khaye hai kya kya sitam uthaye hai

hum to kahin ke na rahe haye kisi ke pyar me

hum to kahin ke na rahe haye kisi ke pyar me

katati hai ab to zindagi marne ki intzaar me

katati hai ab to zindagi   

dekhi thi humne bhi bahar, hum bhi hanse the ek baar

kitna karar tha kabhi is dile beqarar me

kitna karar tha kabhi is dile beqarar me

katati hai ab to zindagi marne ki intzaar me

katati hai ab to zindagi

Explore this song