Roman script

koyi kisi ka nahi ye jhoothhe, 

naate hain naato ka kya

kasme waade pyaar wafaa sab,

baatein hain baato ka kya

hoga masiha ...

hoga masiha saamne tere, 

phir bhi na tu bach paayega

tera apna…

tera apna khoon hi aakhir tujhko aag lagaayega

aasmaan mein ...

aasmaan me udne waale mitti mein mil jaayega

kasme waade pyaar wafaa sab, baatein hain baato ka kya

sukh mein tere ...

sukh mein tere saath chalenge,

dukh mein sab mukh modenge

duniya waale ...

duniya waale tere bankar tera hi dil todenge

dete hain ...

dete hain bhagwaan ko dhokha,

insaan ko kya chhod enge

kasme waade pyaar wafaa sab,

baatein hain baato ka kya

Explore this song