Roman script

kashmkash badhi to maine kash laga liya maine kash laga liya 

zindagi ke band dhuye mein uda diya uda diya 

ha kashmkash badhi to maine kash laga liya maine kash laga liya 

kashmkash badhi to maine kash laga liya maine kash laga liya

dil pe kya gujarti hai gujarti hai fikr kya karu kya karu kya karu

kal jo hona hai wo hoga fikr kya karu kya karu kya karu

aaj maine dard ko dava bana liya bana liya

kashmkash badhi to maine kash laga liya maine kash laga liya 

maine kash laga liya

bekhudi hai masti hai karar aa gaya 

apni is ada pe mujhko pyar aa gaya

bekhudi hai masti hai karar aa gaya 

apni is ada pe mujhko pyar aa gaya

shaam dhal gayi to maine dil jala liya jala liya

kashmkash badhi to maine kash laga liya maine kash laga liya 

maine kash laga liya

hasrte sulgati hai sulgati hai iska gam 

naa kar gam naa kar gam naa kar

are hamnashi nashe mein dub ja nasib 

kam naa kar kam naa kar kam naa kar 

kamyaab hoke jisne gam chhupa liya chhupa liya 

kashmkash badhi to maine kash laga liya maine kash laga liya 

kashmkash badhi to maine kash laga liya maine kash laga liya

zindagi ke band dhuve mein uda diya uda diya 

kashmkash badhi to maine kash laga liya maine kash laga liya 

ha maine kash laga liya  maine kash laga liya 

maine kash laga liya

Explore this song