Roman script

kashmir ki kali hu main, mujhse na rutho babuji

murjha gayi to phir na khilungi

kabhi nahi, kabhi nahi, kabhi nahi

rangat meri baharo me, dil ki aag chanaro me

kuch to hum se baat karo in behki gulzaro me

kuch to hum se baat karo in behki gulzaro me

kashmir ki kali hu main, mujhse na rutho babuji

murjha gayi to phir na khilungi

kabhi nahi, kabhi nahi, kabhi nahi

kashmir ki kali hu main, mujhse na rutho babuji

murjha gayi to phir na khilungi

kabhi nahi, kabhi nahi, kabhi nahi

pyar pe gussa karte ho, tera gussa hum ko pyara hai

yahi ada to katil hai jisne humko mara hai

yahi ada to katil hai jisne humko mara hai

kashmir ki kali hu main, mujhse na rutho babuji

murjha gayi to phir na khilungi

kabhi nahi, kabhi nahi, kabhi nahi

kashmir ki kali hu main, mujhse na rutho babuji

murjha gayi to phir na khilungi

kabhi nahi, kabhi nahi, kabhi nahi

Explore this song