Roman script

aankh na milti, paas na aate

chahat ka ijhaar na hota 

kash ye pyaar na hota 

kash ye pyaar na hota 

kash ye pyaar na hota 

aankh na milti, paas na aate

chahat ka ijhaar na hota 

kash ye pyaar na hota 

kash ye pyaar na hota 

kash ye pyaar na hota 

raah paraayi jo apnayi 

dur huyi apani manjil

aaya wo tufaan ke jisame 

dub gaya dil ka saahil

bhul na hoti, hamse jo aisi 

jivan ek majhdhaar na hota

kaash ye pyaar na hota 

kaash ye pyaar na hota

kaash ye pyaar na hota

ashqo se jo mit na paaye 

daaman par woh dag laga

hamko kitni der me sabkuch

khone ka ehsaas huwa

pachtaave ki aag na jalati 

sine me armaan na hota

kaash ye pyaar na hota 

kaash ye pyaar na hota

kaash ye pyaar na hota

aankh na milti, paas na aate

chaahat kaa ijhaar na hota 

kaash ye pyaar na hota 

kaash ye pyaar na hota

kaash ye pyaar na hota

Explore this song