Roman script

kash lagao kash

kash badhao kash 

kash lagao kash

kash badhao kash 

kash jamao kash 

aage piche upar niche 

kuch na dekho 

kuch na socho 

jamkar lagao kash 

kash lagao kash

kash badhao kash 

kash jamao kash  

aage piche upar niche 

kuch na dekho 

kuch na socho 

jamkar lagao kash 

kash lagao kash

kash badhao kash 

kash jamao kash  

kaisa hai ye nasha suhana 

jeene ka mil gaya bahana 

na zikr karo apni kismat par 

thokar me hai aaj zamana 

todo wade bhulo kasame 

ho jag sara apne bas me 

ek pal lage sau baras, bas

kash lagao kash

kash badhao kash 

kash jamao kash  

madhhoshi ke gaao tarane 

bhul ke sab maji ke fasane 

rakkha hai kya beeti bato me 

beete din to hain begane 

dil me jo hai jubaa pe laao 

rashme duniya ko thukraao 

le lo jawani ka ras, bas 

kash lagao kash

kash badhao kash 

kash jamao kash  

aage piche upar niche 

kuch na dekho 

kuch na socho 

jamkar lagao kash 

kash lagao kash

kash badhao kash 

kash jamao kash

Explore this song