Roman script

kash aankho ka, teri aankho se rishta hota

kash aankho ka, teri aankho se rishta hota

tujhko mehsus kiya hai

tujhko mehsus kiya hai

tujhe dekha hota

kash aankho ka

dil ko aise mila tera pyar

jaise chupke se aaye bahar

dil ko aise mila tera pyar

jaise chupke se aaye bahar

chhu gayi aake mera badan

jaise sawan ki pahli funwar

pyar na hota to sawan

pyar na hota to sawan

bada pyasa hota

kash aankho ka, teri aankho se rishta hota

kash aankho ka

meri kaliyo se doli saji

main khayalo me sajne lagi

meri kaliyo se doli saji

main khayalo me sajne lagi

dhire dhire mere kaan me

aaj shehnayi bajne lagi

tu na milta to paresha

tu na milta to paresha

mera sapna hota

kash aankho ka, teri aankho se rishta hota

kash aankho ka, teri aankho se rishta hota

tujhko mehsus kiya hai

tujhko mehsus kiya hai

tujhe dekha hota

kash aankho ka

Explore this song