Roman script

aa gayi nagin samne tere bach na sakega ab tu sapere

kasam hai ye iss nagin ki kair nahi ab dushman ki

aa gayi nagin samne tere bach na sakega ab tu sapere

kasam hai ye iss nagin ki kair nahi ab dushman ki

tujhme itna dum nahi jo samne mere thahre

aaj mai dhas ke jaungi tu lakh laga le pahare

sun le jara nadan sapere mere ye badan hai jahar se bara

marne ke din aa gaye tere jantar mantar chodh sapere

kasam hai ye iss nagin ki khair nahi ab dushman ki

aa gayi nagin saamne tere bach na sakega ab tu sapere

kasam hai ye ish nagin ki kair nahi ab dushman ki

le ke badala chodhti hai jo apne dushman se

dushmani ki hai sapere tune ush naagin se

sun le jara nadan sapere ab tera anjaam hoga bura

naag mani jo paas hai tere le jayenge aaj lutere

kasam hai ye iss nagin ki kair nahi ab dushman k

aa gayi nagin samne tere bach na sakega ab tu sapere

kasam hai ye iss nagin ki khair nahi ab dushman ki

kasam hai ye ish nagin ki kair nahi ab dushman ki

Explore this song