Roman script

farz se tu bhaga ab tak

ab farz ki khatir jeena

apno ka karz chukana hai

ab baha ke tujhe pasina

tufa ho bhala ho mukaabil

tufa ho bhala ho mukaabil

tujhe chalte hi jana hai

burai ko acchai me

ek roj badal jana hai

jiska naam farz hai

wo bhi to ek karz hai

farz samajh kar, ha farz samajh kar

tujhko har ek karz chukana hai

burai ko acchai me

ek roj badal jana hai

Explore this song