Roman script
duniya zulmojafa ki karte rahna masmaar duniya zulmojafa ki karte rahna masmaar himmat wala ijjat wala jannat wala amritdhara sukh sarsa ki bane ho bhagi karte rahna masmaar duniya zulmojafa ki karte rahna masmaar duniya zulmojafa ki lahro me lahro si shamsheer chamke lahro me lahro si shamsheer chamke paave me mohlat le lena le lena duniya ki daulat jawa me ho tum veer ran me dhar tum dheer pana jit le lena le lena duniya ki daulat jawa me ho tum veer ran me dhar tum dheer pana jit karna duniya me manmaani karna duniya me manmaani ban jawo ho jawo naadani ban jawo ho jawo naadani vachan naa apna nishfal karna pragti par layenge mar hum jayenge kadam badhayenge safal kahayenge karte rahna masmaar duniya zulmojafa ki karte rahna masmaar duniya
Song details
- Singer: Various artists
- Singer: Durga Khote
- Film / album: Amar Jyoti (1936)
- Composer: Master Krishna Rao
- Lyricist: P Narottam Vyas
- Actor: Chandra Mohan
- Actor: Durga Khote
- Actor: Shanta Apte
- Actor: Vasanti
- Actor: K K Kale
- Actor: Vasant Desai
Song video
singer: Various artists, Durga Khote