Roman script

kartab hai balwan jagat me

kartab hai balwan

kartab hai balwan jagat me

kartab hai balwan

ek din janta ne sita par

jhutha kalank lagaya

ram chandar ne pran priya ko

vanvasini banaya

kartab ke aage mamta ka

hua maha balidan hua maha balidan

jagat me kartab hai balwan

satyawadi the harish chandar

jo raja se ban gaye rank

aur harijan hath bikaye

daso ke das kahaye

kintu satya pe atal rahe

paya jag me samman

jagat me kartab hai balwan

Explore this song