Roman script

kajarrae kaare baadraa 

rs barsaane aayiye

kaare kaare baadraa 

rs barsaane aayiye 

baago mein koyal jhoom ke 

geet milan ke gaaye 

baggo mein koyal jhoom ke

geet milan ke gaaye 

kaare kaare baadraa 

baadraa chhaye ohhhh

baadraa chhaye, barkha gaye

savaan aaya sang tere 

main bavaariya, bavaariya 

main bavaariya suddh bisrakke 

laage rasiyya aang tere,

tu hi pyaas jagaaye sajana 

aahhhh

tu hi pyaas jagaaye sajana 

tu hi pyaas bhujaye

baggao mein koyal jhoom ke

geet milan ke gaaye

kaare kaare badraa

maine mn ko 

ohhh ohhh

maine mn ko

bandh liya hain,

gauri tere aanchal mein 

aahh ahhh!

dhadkan meri (la la la)

nach rahi hain,

dhadkan meri nach rahi hain,

tere pag ki payal mein

mein tujhme mushkaau gauriye,

mein tujhme mushkaau gauriye,

tu mujhme mushkaaye.

kaare kaare baadraa 

rs barsaane aayiye

kaare kaare hain baadraa.

jabse teri hi 

jabse teri preet ki mehndi

laage mere hatho mein,

tere mere, mere tere 

naina dhoobe massati ki barsaato mein,

rimjhim pyar lutaye sajana,

rimjhim pyar lutaye sajana.

rimjhim pyar lutaye

kaare kaare baadraa

rs barsaane aayiye 

baago mein koyal jhoom ke 

geet milan ke gaaye 

kaare kaare baadraa

kaare kaare baadraa.

Explore this song