Roman script

karam nahi mitta 

dharm nahi bikta

hajaro adchane ho, badho re 

jagao kan kan ko

hasaao janman ko, badho re

badho re

karam nahi mitta 

dharm nahi bikta

mashaal bankar tu 

andheri raaho ko ujala deta ja

ujala mita de hasti jo 

vo phuche manjil ko, badho re

badho re

karam nahi mitta 

dharm nahi bikta

naya ek majahab ho 

bana le jag aisa 

nayi ek duniya ho

divane watan ki puja ho

parja hi raja ho bado re

bado re

karam nahi mitta 

dharm nahi bikta

karam nahi mitta 

dharm nahi bikta

Explore this song