Roman script

karam karam tera karam karam

tera karam to humpe bhi ho

karam hum par bhi ye khowaza

piya ek baar ho jaye

karam ham par bhi ye khowaza

piya ek baar ho jaye

karam hum par bhi ye khowaza

piya ek baar ho jaye

to puri hasrate dil di

mere sarkar ho jaye

karam karam tera karam karam

tera karam to humpe bhi ho

ho khowaza piya karam

mohabbat ek ibadat hai

mohabbat ka sila dijiye

mohabbat ek ibadat hai

mohabbat ka silah dijiye

rukhe roshan se apne

aaj to parda hata dijiye

zara parda hata dijiye

dar ae akkdash pe aaya hu

muqaddar ko bana dijiye

mere data data mere

khowaza piya itna bata dijiye

zara itna bata dijiye

bata do bata do bata do bata do piya

Explore this song