Roman script

doli baithake heer da dil roya

kendi baabula khede ai jaana

haay ?? mere raanjha hasna

haaye main nayi jaana main nayi jaana

dil hai jawaan toh dilbar jaani aankhein chaar kar lo 

dil hai jawaan toh dilbar jaani aankhein chaar kar lo 

o jaake jawaani haay haay jaake jawaani phir nahi aani

kar lo pyaar kar lo

jaake jawaani phir nahi aani, kar lo pyaar kar lo

hawa mein reshami aanchal udaaye jaate hain

bade ho mere se yahaan dil churaaye jaate hain

woh ?? kya hai jo dil banake justaju na kare

woh dil hi kya hai jo mohabbat ki aaraju na kare

o jaake jawaani haay haay jaake jawaani phir nahi aani

kar lo pyaar kar lo

pichhe pichhe anda meri chaal vehnda aain ve 

pichhe pichhe anda meri chaal vehnda aain ve 

?vekhda aain ve mera long gwacha

?maarda aain ve mera long gwacha

na jaane kaise basar jindagi woh karate hai

kisi se aankh milaate huye jo darate hain

jo koyi dil mein sama jaaye toh bura kya hai

milaake aankh jara dekhiye maja kya hai

o jaake jawaani haay haay jaake jawaani phir nahi aani

kar lo pyaar kar lo, aankhein chaar kar lo 

kar lo pyaar kar lo aankhein chaar kar lo 

kar lo pyaar kar lo aankhein chaar kar lo 

kar lo pyaar kar lo

Explore this song