Roman script

kar ke badnam mujhe kaha gaya balma

kar ke badnam mujhe kaha gaya balma

kaise bedardi ko man liya sajna

sajna ho sajna ho sajna ho sajna

kar ke badnam mujhe kaha gaya balma

kar ke badnam mujhe kaha gaya balma

kaise bedardi ko man liya sajna

sajna ho sajna ho sajna ho sajna

kitna hasin lage sapno ka chaila

kitna hasin lage sapno ka chaila

uske to aage aji chand lage maila

uske to aage aji chand lage maila

bolo chhupe ho kaha

milne ka mausam hai chale aao balma

milne ka mausam hai chale aao balma

kaise bedardi ko man liya sajna

sajna ho sajna ho sajna ho sajna

lade jab log dekho kaisi takrar ho

lade jab log dekho kaisi takrar ho

naina jo lade piya mitha mitha pyar ho

naina jo lade piya mitha mitha pyar ho

ho banti hai yu dasta

main to jau jiya jane jane nahi balma

main to jau jiya jane jane nahi balma

kaise bedardi ko man liya sajna

sajna ho sajna ho sajna ho sajna

Explore this song