Roman script

ho ho ho o o o 

kar du main tujhko maaf ke ab intkaam lun 

nafarat se kaam lu, nafarat se kaam lu

ki mohabbat se kaam lu 

aaj ik nishane baaj, nishane pe aa gyaa 

mera shikaar mere, thikaane pe aa gaya 

o bewafa aankhe mila, aankhe mila ke kah de jare 

ghayal karu najar se, ghayal karu najar se 

ya khanjar se kaam lu 

kar du main tujhko maaf ke ab intkaam lun 

kar du main tujhko maaf ke ab intkaam lun 

o o o o o 

dekhi thi tune dosti, ab dushmani bhi dekh 

aaj apne dilbaro ki jara, berukhi bhi dekh 

pahle to tha humdam mera, dushman mera kab ho gaya 

dushman ka dosto me, dushman ka dosto me

bhala kaise naam lu

kar du main tujhko maaf ke ab intkaam lun 

kar du main tujhko maaf ke ab intkaam lun 

maut aa gayi karib tere dekh le jara 

o marne waale bole teri aarju hain kya 

ab main tujhe kar du rihaa, ya maut ki de du saja 

thokar se main gira du, thokar se main gira du 

ya gir ke tu thaam le 

kar du main tujhko maaf ke ab intkaam lun 

kar du main tujhko maaf ke ab intkaam lun 

nafarat se kaam lu, nafarat se kaam lu

ki mohabbat se kaam lu 

kar du main tujhko maaf ke ab intkaam lun

kar du main tujhko maaf ke ab intkaam lun

Explore this song