Roman script

kar de jara ishara
tere naam ka sahara 
tere naam ka sahara 
kar de jara ishara
tere naam ka sahara 
tere naam ka sahara 
chhayi huyi siyahi
bhatka hua hai raahi
sar par khadi tabahi
chhayi huyi siyahi
bhatka hua hai raahi
sar par khadi tabahi
teri raza se chamke, duba hua sitara
tere naam ka sahara 
anjaam zindagi ka
dil ko dara raha hai
tufan aa raha hai
anjaam zindagi ka
dil ko dara raha hai
tufan aa raha hai
tu hi use bacha le, duniya ne jisko mara
tere naam ka sahara 
kar de jara ishara
tere naam ka sahara 
tere naam ka sahara

Song details

Song video

Watch on YouTube