Roman script

kawad lekar chal re jai baba bhole bhole baba par karega re

tarishul dhari par karga damru wala par karega re

bhole baba par karega re

chal dekh samne kar jai samne bhole baba par karega 

bhole baba par karega re tarishul dhari par karga

damru wala par karega re bhole baba par karega re

jiske bad or koi prarthana nahi

jiske pas pahuche o sab path shesh

unke nam ke gun gaye jai harikeshwar

jai harikeshwar jai harikeshwar

bhole baba par karega re jatadhari paar karega re 

budha chale bahra chale chale kodi andar

tu bhi chale hum bhi chale chale madhya mandal

bam bam bar bam bhole bam bar bam

balak chale nari chale chale anubhang

sabki hai ek icha baba hame war do

jo bhi hai hamare dukh data dur kar do

kar do kar do dukh dur kar do

bhole baba par karega jan jan ka udhar karega re

baba mera bada hi bhala jag ka bhala kare

baba ki daya wahi paye jo dil me bhakti bhare

baba mera bada hi bhala jag ka bhala kare

amir or garib chale sant or jog chale

data or dayan chale chale dukhi sukhi bam bam bole bam

chale budhiheen chale gyani dhyani sarir

chale budhiheen chale gyani dhyani sarir

sabki hai ek icha baba hame war do

jo bhi hai hamare dukh data dur kar do

jiske bad or koi prarthana nahi jiske 

pas pahuche to sab path shesh

unke nam ke gun gaye jai harikeshwar

jai harikeshwar jai harikeshwar bhole baba par karega 

tarishul dhari par karega damru wala par karega re

wo dekho re baba ke mandir chor aa gye hai or thoda path chalo

jai ho baba bol do path chal jai baaba bol or thoda path chal

jai baaba bol jai baaba bol

Explore this song