Roman script

andhere se na dar taro ki mahfil dhundne wale

na ghabra rah ke kato se manzil dhundne wale

kante banenge kaliya, kate banenge kaliya

kato se khelta ja, kato se khelta ja

mil jayega kinara tufan jhelta ja, tufan jhelta ja

choti si ek thokar tujhko dara rahi hai

sun to sahi kahi se aawaz aa rahi hai

kate banenge kaliya, kato se khelta ja

mil jayega kinara tufan jhelta ja, tufan jhelta ja

khushiyo ki aarzu hai gum bhi gale lagale

dil ke hue hai tukde phir bhi tu muskurale

kate banenge kaliya kato se khelta ja

mil jayga kinara tufan jhelta ja, tufan jhelta ja

hare hue sipahi dunia se dar na jana

ek roz hoga teri thokar me ye zamana

kate banenge kaliya, kate banenge kaliya 

kato se khelta ja, kato se khelta ja

mil jayega kinara tufan jhelta ja, tufan jhelta ja

Explore this song