Roman script

unchi unchi doriyon pe baandhle gagar

par na maane na kanha maane na

unchi unchi doriyon pe baandhle gagar

par na maane na kanha maane na

jag jo bichaye har jaal kaat le

makhan churaye har maal chaant le

murli se kare aisi trick tik tik tik

panghat ki hai badi

panghat ki hai badi kathin dagar

par na maane na kanha maane na

bich aave laaj kahe badra bulave kahe dhir dhar sajni

surmayi rut bhayi aaja dono yamuna ke tir chale sangni

mann mai bhramar gungunave kahe sakhi tu ghavraave 

prem tera mera bada fit fit fit fit

aaj tu bahane chahe kitne bhi kar 

par na maane na kanha maane na

jag jo bichaye har jaal kaat le

makhan churaye har maal chhaant le

murli se kare aisi trick tik tik tik

panghat ki hai badi

panghat ki hai badi kathin dagar

par na maane na kanha maane na

Explore this song