Roman script

kangana pahna maine ghunghru wala

kangana pahna maine ghunghru wala

are re diya kisi ne lake diya

maine pahan liya

chori to nahi ki daka to nahi dala

chori to nahi ki daka to nahi dala dala

kangana pahna maine ghunghru wala

kangana pahna maine ghunghru wala

payal hai pag me to kajal tirchi najar me

upar se sone ki ek janjir kamar me

ab ghunghru bajake jara chand dikhlake

mai jo aayi to gazab kya kiya

chori to nahi ki daka to nahi dala dala

kangana pahna maine ghunghru wala

kangana pahna maine ghunghru wala

aisa kya har koi thame kalai meri

lakho ka mol kare ek angdayi meri

jag mera matwala maine aisa jadu dala

jadu dala to sitam kya kiya

chori to nahi ki daka to nahi dala dala

kangana pahna maine ghunghru wala

kangana pahna maine ghunghru wala

dil mera jisne liya hai wo koi ek chaila

albela dikhta hai bhari mahfil me akela

bana mera hamjoli mai bhi kuch nahi boli

nahi boli to julm kya kiya

chori to nahi ki daka to nahi dala

chori to nahi ki daka to nahi dala dala

kangana pahna maine ghunghru wala

kangana pahna maine ghunghru wala

Explore this song