Roman script

kandhe kawad leke tar ke ishawr chali 

sati jai baba bole bhagya me kya hai likha

jannna chahe ye tar ke ishwar 

bhola baba par laga tarishul dhari shakti jaga

bam bam tarak bam bhole bam tarak bam

bam bam tarak bam bhole bam tarak bam

chali sati japte japte baba ki katha

bukh pyas bhuli hai ye bhuli hai vishram

chali sati lete lete baba ji ka nam

iska man hai nishpap or tan hai nishpap 

rakhna iski aan baba rakhna iski 

aaj pati ka kalyan iske jiwan ka hai wart

bam bam tarak bam bhole bam tarak bam

bam bam tarak bam bhole bam tarak bam

bhola baba par laga tarishul dhari shakti jaga

bhola baba par laga tarishul dhari shakti jaga

bam bam tarak bam bhole bam tarak bam

bam bam tarak bam bhole bam tarak bam

aandhi tufa barkha jhele sati aage aage chale

aaye nahi koi batha man me baba baba bole

rakhna iski aan baba rakhna iski 

aaj pati ka kalyan iske jiwan ka hai wart

bam bam tarak bam bhole bam tarak bam

bam bam tarak bam bhole bam tarak bam

bhola baba par laga tarishul dhari shakti jaga

bhola baba par laga tarishul dhari shakti jaga

bam bam tarak bam bhole bam tarak bam

bam bam tarak bam bhole bam tarak bam

naino ki ganga ki baba aaj rakhna path

aaj pati ka kalyan iske jiwan ka hai wart

bhola baba par laga tarishul dhari shakti jaga

bhola baba par laga tarishul dhari shakti jaga

bam bam tarak bam bhole bam tarak bam

bam bam tarak bam bhole bam tarak bam

kata bindha rakt jhadiya tu bhi par kar sati par kiye jaye

kata bindha rakt jhadiya bilkul bhi na karti vishram

pati ke pran biksha mang chali ram aaj tarak ishwar dham

vishawsi is nari me tu hath apna dharo

jo bhala bujho baba wahi tum karo

bhola baba par laga tarishul dhari shakti jaga

bhola baba par laga tarishul dhari shakti jaga

bam bam tarak bam bhole bam tarak bam

bam bam tarak bam bhole bam tarak bam

bhola baba par laga tarishul dhari shakti jaga

bhola baba par laga tarishul dhari shakti jaga

bhola baba par laga tarishul dhari shakti jaga

bhola baba par laga tarishul dhari shakti jaga

bam bam tarak bam bhole bam tarak bam

tu pathar ho ya pran bhagwan tum ho ya nahi iska do parman

aaj teri pariksha bhagwan tu pathar ho ya pran bhagwan

tum ho ya nahi iska do parman aaj teri pariksha bhagwan 

tumne parbhu ki thi raksha savitri or ahilya ki

sankat bela sadi dekar daropti ki laz rakhi

aaj meri bari tum pathar kyu hue pashan

aaj teri pariksha bhagwan tu pathar ho ya pran bhagwan

tum ho ya nahi iska do parman aaj teri pariksha bhagwan 

dekhu tum jito na ki haro

mere mathe ka sindur kaise mita paoge

dekhu tum jito na ki haro

mere mathe ka sindur kaise mita paoge

fodo mere hath ki chudi sahas tumhara dekho

begunah ki amar katha kya bhul gaye sambhu

dekhu mai aaj tumne mera kya kiya vidhan

aaj teri pariksha bhagwan tu pathar ho ya pran bhagwan

tum ho ya nahi iska do parman aaj teri pariksha bhagwan 

jo tumne rawan ka vinash kiya tha aaj kaha utar do

jo tumne nar singh ka awtar rup liya aaj kaha utar do

jo tumne kans ko vidhwans kiya tha aaj kaha utar do

jo tumne meera ke vish patar me 

amarat bhara tha aaj kaha utar do

swarg narak tumhare rup se dolenge nahi parbhu

mere parshan utar do he pathar tum utar do utar do utar do

Explore this song