Roman script

are o kammoji , kammjo ji jara suljhaido , suljhaido hmari shanka 
choti ya badi 
are choti haaa suljhaido , suljhaido hmari shanka 
aur pehle tha ravan ya thi phle lanka,
are bhola ji chodo ravan lanka 
are bhola ji chodo ravan lanka 
padne likhne mai tum jodo ji natha man ka 
are bhola ji  chodo ravan lanka 
suno bhola ji  chodo ravan lanka 
kaise pade hmra man koyi gava hai, hmka kisi se se se 
isqh hoyi gava hai 
athrah baras ki u huuuu 
kachu na pucho rama hayy  
athrah baras ki uu beautiful chori 
chikni kaya, milk jaise gori 
uske ang ang ang kar de dang dang dang
ha uke badan aisi futi jawani barish me
ubhare jo nadiya ka pani  
to daal ke fir tum dekho na tum us par payar ka fanda 
pehle suljhayi do phle suljhayi do hmari shanka 
suljhayi do suljhyai do hmari sanka 
prem ka izhaar krna na jane aise to soche the  kitne bahane 
pehle socha usko haye rama haye pehle socha usko le jave pikture ya koi aalishaan hotal me jakar 
kari ke danas danas mare chanas chanas 
fir socha ki usko garden me lave 
kaise magar haal dil ka batave 
are bol do tum i love you 
aur peet do prem ka danka 
bola i love you bola i love you 
kammo tumko 
suljh gyi suljh gyi hamri shanka 
o rama suljh gyi suljh gyi hamri shanka 
aye haye daiya ri daiya
bhaiya ji ke sath angrezi madam 
dekho logo purv paschim ka sangam 
bani rahe jodi ye tumri sada ram ji se hai hmari dua 
bani rahe jodi ye tumri sada ram ji se hai hmari dua 
bani rahe jodi ye tumri sada ram ji se hai hmari dua

Song details

Song video

Watch on YouTube

singer: Usha Mangeshkar, Mahendra Kapoor