Roman script

jhukte hai log kaba-e-athar ke samne

kabe ne sar jhukaya hai

us dar ke samne

kamliwale ka roja nigaho me hai

kamliwale ka roja nigaho me hai

kamliwale ka roja nigaho me hai

kamliwale ka roja nigaho me hai

yani kabe ka kaba nigaho me hai

yani kabe ka kaba nigaho me hai

roza nigaho me hai 

kaba nigaho me hai 

roza nigaho me hai 

hoy kamliwale ka roja nigaho me hai

mere aaka hai wo jinke saya nahi

baad unke na bhi koi aaya nahi

baad unke na bhi koi aaya nahi

wo sahe ambiya wo rasule khuda

wo sahe ambiya wo rasule khuda

husn ki ibtida ishq ki intiha

husn ki ibtida ishq ki intiha

jiske dam se jaha sara roshan hua

shame haq ka wo jalwa nigaho me hai

shame haq ka wo jalwa nigaho me hai

shish nawaye jise farishte, kare gulami hur

biwi aamna ki godi me chamka jiska nur

shame haq ka wo jalwa nigaho me hai

jalwa nigaho me hai

roza nigaho me hai 

kaba nigaho me hai 

allah kamliwale ka roja nigaho me hai

jinse arshe bari par hui guftgu

jinse milne ki khud aman ne ki aarzu

jinse milne ki khud aman ne ki aarzu

aman ke rahnuma fakre dono maka

aman ke rahnuma fakre dono maka

wo garibo ka dil sarware do jaha

wo garibo ka dil sarware do jaha

aur sidhi ko faru ko usma ali

ab parashto ki duniya nigaho me hai

ab parashto ki duniya nigaho me hai

jalwa nigaho me hai

roza nigaho me hai 

kaba nigaho me hai 

ha kamliwale ka roja nigaho me hai

unke ghar ko khuda se ye daulat mili

khana buat suda sahadat mili

khana buat suda sahadat mili

unki azmat badi unka rutba bada

unki azmat badi unka rutba bada

ek sahre khuda ek sahide wafa

ek sahre khuda ek sahide wafa

maut ne jiski himmat ko sajda kiya

wo nabi ka nawasa nigaho me hai

wo nabi ka nawasa nigaho me hai

sar katwaya sar na jhukaya

pyasa hua shahid

khun ka joda pahan ke jisne

padhi namaje hir

wo nabi ka nawasa nigaho me hai

jalwa nigaho me hai

roza nigaho me hai 

kaba nigaho me hai 

kamliwale ka roja nigaho me hai

kamliwale ka roja nigaho me hai

kamliwale ka roja nigaho me hai

kamliwale ka roja nigaho me hai

yani kabe ka kaba nigaho me hai

yani kabe ka kaba nigaho me hai

jalwa nigaho me hai

roza nigaho me hai 

kaba nigaho me hai

Explore this song