Roman script

kami hai to bas itni hai mohabbat ke fasane me 
jise dil dhundhta hai wo nahi milta zamane me 

usika naam duniya ne mohabbat rakh diya sayad 

rakh diya sayad
wo ek se jo nahi sadiyo se kudrat ke khjane me 
jise dil dhundhta hai wo nahi milta zamane me 
fakat diwaro ghar ke pathro ko ghar nahi kehte 

ghar nahi kehte 
kisika pyar bhi lajim hai ghar ko ghar banane me 
jise dil dhundhta hai wo nahi milta zamane me 
yaha sab apni apni manjilo ke rasto me hai 

rasto me hai 
koi uljha hai khone me koi khoya hai paane me 
jise dil dhundhta hai wo nahi milta zamane me

Song details

Song video

Watch on YouTube