Roman script

kaliyug ki sita ki uljhan 
haye mat puchh mere man vairagi
jivan bhar ka vanvas liya
ram ke ghar ko bhi tayagi
kaliyug ki sita ki uljhan 
har kadam pe uska haran hua
har mod pe rawan ko dekha
jab sayam ka dhiraz tuta
khud langh chali lakshman rekha
na rang me hai usko bhaya 
wo sari khushiyo ko taz bhagi 
haye kaliyug ki sita ki uljhan 
nakaam hui badnaam hui
kal tak thi shardha ki murat
nakam hui badnam hui
kal tak thi sharda ki murat
dar dar bhatki mari mari
ashuvan me dub gayi surat
kaanton pe aayi nind jra 
phulo ke bistar pe jaagi 
haye kaliyug ki sita ki uljhan
mat puchh mere man vairagi
jivan bhar ka vanvas liya 
wo ram ke ghar ko bhi tayagi
kaliyug ki sita ki uljhan

Song details

Song video

Watch on YouTube