Roman script

kaleje me jo lag jaati, to kya hota

kaleje me jo lag jaati, to kya hota

bina dushman, akela reh gaya hota

bina dushman, akela reh gaya hota

tujhe tanhayi kha jati, tu pagal ho gaya hota

tujhe tanhayi kha jati, tu pagal ho gaya hota

bina dushman, akela reh gaya hota

bina dushman, akela reh gaya hota

aai aai re, aai aai re

aai aai re, akela reh gaya hota

akela kya karega koi sarhad ka

bina dushman na matlab ka na maqsad ka

akela kya karega koi sarhad ka

bina dushman, na matlab ka, na maqsad ka

lakire khinch kar 

tanha kabbadi khelta hota

kaleje me jo lag jati to kya hota

bina dushman akela reh gaya hota

kaleje me jo lag jati to kya hota

bina dushman akela reh gaya hota

Explore this song